Submit a tab

Pehli Nazar Mein (Race)

by Atif Aslam · harmonica tab for C diatonic harmonica

No bends445 notesHoles 2–7Diatonic
Next note
 

This plays the notes in order so you can hear how the tune goes. Tabs don’t record rhythm, so for the timing, listen to the original on YouTube. Tap any note in the tab to start from there.

The tab

4 = blow hole 4-4 = draw hole 4’ = bend
Pehli nazar mein
Kaisa jaado kar diya
Tera ban baitha hai, mera jiya
Jaane kya hoga, Kya hoga kya pata
Is pal ko milke, aa jee le zara
Main hoon yahan, tu hai yahan
Meri baahon mein aa, aa bhi ja
O jaan-e-jaan, dono jahan
Meri bahon mein aa, bhool ja aa
O jaan-e-jaan, dono jahan
Meri bahon mein aa, bhool Ja aa
Har dua mein shamil tera pyaar hai
Bin tere lamha bhi dushwaar hai
Dhadkanon ko tujhe se hi darkaar hai
Tujhse hai rahatein
Tujhse hai chahatein
Har dua mein shamil tera pyaar hai
Bin tere lamha bhi dushwaar hai
Dhadkanon ko tujhe se hi darkaar hai
Tujhse hai rahatein
Tujhse hai chahatein
Tu jo mili ek din mujhe
Mein kahin ho gaya lapata
O jaan-e-jaan, dono jahan
Meri bahon mein aa, bhool Ja aa
O jaan-e-jaan, dono jahan
Meri bahon mein aa, bhool Ja aa
Instrumental break
Kar diya deewana dard-e-khaas ne
Chain cheena ishq ke ehsaas ne
Be-khayali di hai teri pyaas ne
Chhaya suroor hai, Kuch toh zaroor hai
Kar diya deewana dard-e-Khaas ne
Chain cheena ishq ke ehsaas ne
Be-khayali di hai teri pyaas ne
Chhaya suroor hai, Kuch toh zaroor hai
Yeh dooriyan, jeene na de
Hal mera tujhe na pata
O jaan-e-jaan, dono jahan
Meri bahon mein aa, bhool Ja aa
O jaan-e-jaan, dono jahan
Meri bahon mein aa, bhool Ja aa